Ashwin Ka Ghar Wapsi! CSK ke Liye 9 Saal Baad Khelega Chepauk Mein|

Ashwin's return home! Will play for CSK in Chepauk after 9 years|

Chennai: IPL 2025 ka sabse bada comeback hone wala hai! Ravichandran Ashwin 9 saal ke baad phir se Chennai Suer Kings (CSK) ke liye khelega, aur wo hbhi 23 March ko Mumbai Indians ke khilaf. Chepauk stadium ka king apni hi jagah wapas aaya hai!

Ashwin ka CSK ke Saath emotional Connection

2009-2015: CSK ke lye khela, 2010 aur 2011 mein title jeetne mein major role

2016: Rising Pune Suergiant ko join kiya

2018-2024: Punjab, Delhi, Rajasthan ke liye khela

Ashwin ka IPL Record – CSK ke Liye

90 wickets (CSK ke liye) – franchise ke 3rde highest wicket – taker (Bravo-140, Jadeja-133 ke baad)

Economy: 6.5 | Strike Rate: 22.5

Chepauk Pe King: 50 wickets (Yahan sabse zyada wickets liye )

Chepauk Pe Ashwin ka Jaadoo

M.A. chidambaramm Stadium:

50 wickets (IPL mein sabse zyada)

Dwayne Bravo (44) aur Albie Morkel (36) se aage

Batting Mein Bhi Handy

800+ runs

1 half -century (212 matches mein)

CSK Fans Ka Excitement

Welcome Back Ash!

Chepauk ka Spin Wizard Phir Se Yellow Jersey Mein!

Ashwin ka CSK ke saath pyaar aur stats dono solid hain. Ab dekhna hai ki who apne ghar wapasi e fans ko khush kar pata hai yan ahi!


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *