Delhi DoE Class 6,7,8,9 aur 11 ke Results 2025 Hua Declare – kaise Check karein?

Directorate of Education (DoE), Delhi ne Class 6,7,8,9 aur 11 (Science, Arts aur Commerec) ke results declare kar diye hain. Jo students exams me baithe the, who aur unke parents official website edudel.nic.in par jaake apna result check aur download kar sakte hain.
Students appna result check karne ke liye Student ID, Class, Section aur Date of Birth enter karein. Class 11 ke students ko appna stream select karna hoga.
Result Download karne ke Baad kya karein?
Apna result dhyan se check karein.
Agar koi galti ya discrepancy lage toh jaldi se Directorate of Education ko inform karein.
Class 2,4 aur 5 ke results bhi pehle hi declare ho chuke hain, jo official websit edudel.nic.in par available hain.
Delhi DoE Results 2025: Kaise Download karein?
Agar aap Class 6,7,8,9 aur 11 ka result check karna chahte hain, toh yeh steps follow karein:
1 Official website edudel.nin.in par visit karein.
2 Homepage par “Results 2024-25” ka link dhoondein aur uspe click karein.
3 Apne credentials (Studint ID, Class, Section, Date of Birth) enter karein aur submit karein.
4 Aapka result screen par sikhne lagega.
5 Apne result ko dhyan se review karein.
6 Download karein aur ek printout nikal lein future reference ke liye.
Agar aapko Delhi DoE Results 2025 se related koi aur jaankari chahiye, toh official website edudel.nic.in par visit karein.