Mohanlal’s L2: empuraan – Twitter Pe Chhaya Blockbuster Craze!|

Malayalam cinema ka sabse awaited sequel L2: Empuraan finally theaters mein release ho haya hai, aur Twitter pe fans iske liye deewane ho rahe hain! Prithviraj Sukumaran ke direction mein bani yeh action thriller film Mohanlal ke iconic character “khureshi Ab’ram” ke return dikha rahi hai.
First Reactions: Kya Bola Twitter Ne?
“first half thoda lamba hai, lekin second half BLAST hai!”
“BGM aur cinematorgraphy next level ka hai!”
“International level ki visuals aur stunts – Malayalam cinema ka naya standare!”
Lalettan ka Entry? Atience Test!
Ek fan ne kaha: “50 minutes wait karna pada Lalettan ke entry ke liye”
Lekin jab entry hui… PURE FIRE! (Sirf 3 scenes mein hi sabko captivate kar liya)
Star – Studdend Cast & Global Appeal
Mohanlal (Khureshi Ab’ram)
Prithviraj Sukumaran (Director + Actor)
Tovino Thomas, Manju Warrier, Indrajith Sukumaran
Hollywood actors bhi shamil (Jerome Flynn, Eriq Ebouaney)
Lucifer vs Empuraan: Sequel Better Hai?
2019 ki Lucifer ka continuation
Zyada action, zyada drama, zyada suspense
“Second Half mein L3 ka hint milta hai!” – Ek excited fan
Box Office Verdict?
Early reports ke hisab se:
Openng day records todne ki tayyari
Overseas markets mein bhi dhamaal