
SEBA HSLC Result 2025: Assam Board 10th ka Result kal aane ki sambavna|
Expect kiya ja raha hai ki Assam 10th Board ka result kal aane ki sambhavna hai. Agar aapne Assam Board ka exam diya tha, toh ek badi khabar aa rahi hai. Reports ke according, SEBA kal 10 April ko HSLC 2025 ka result declare kar sakta hai. Lekin avi tak official confirmation nahi aayi hai….